Dosto aaj hum baat karenge Paytm Par Account Kaise Banaye ke bare me. Jaisa ki hum jante hai Paytm India ka most popular fastest transaction application hai. Agar aap paytm user hai. Toh aapko pata he hoga ki yaha application India me launch hua hai and yaha application Vijay Shekhar Sharma ne banaya hai and aaj ke samaye me har kisi ke mobile me yaha application online money transfer ke liye rahta hai
Yaha paytm application basically Mobile recharge, money transfer, online shopping aur bahut se chijo ke liye bahut useful hai. Lakin agar aapke pass smartphone hai and aapko money transfer, mobile recharge, dth recharge karna hota hai. Main aapko recommend karunga ki aap paytm app jarur use kare agar aapko bhi pata nhi hai ki paytm account kaise banate hai. Toh main aapko bataunga ki aap paytm account kaise bana sakye hai ke bare me. Toh chaliye dosto PayTm Account Kaise Banaye ke bare me aasani se jante hai
PayTm Account Kaise Banaye?
Dosto agar aap bhi janana chahate hai ki paytm account kaise banaye ke bare me. Toh aapko simple kuch simple steps ko follow karna hoga hai joki main aapko bataunga and aap kafi aasani se paytm account bana loge
Step 1 Sabse pahele aapko google play store me PayTm search karna hai and download karke install karna hai
Step 2 PayTm Install karne ke baad aapko simply paytm application open karna hai and fir left side me slide karna hai and fir Create A New Account par click karna hai
Step 3 Create A New Account par click karne ke baad aapke samne ek new page open hoga jisme aapko Mobile Number, Paytm Password, Email ID dalne ko karenga aapko simply yeh sab enter kar dena hai and Create A New Account par click karna hai
Step 4 Apna detail fill karne ke baad aapko simply Create a New Account par click karna hai fir aapke mobile number one time password receive hoga aapko use enter karna hai and fir Confirm par click karna hai
Congratulation! Dosto confirm par click karne ke baad aapka mobile number verified hojaiga and paytm ke homepage par redirect kar denga aur aapka paytm account bhi ban jayenga
Toh mere pyaro aasha karta hoon ki aapko kafi jankari mili hogi, post achi lage toh share jarur kare ☺
step 1 Step 2 step 3 me wo aapne hara color kaise kiya please bataye
Format ke option par click kariye fir Highlight par click karke colour select kare